Kyun Zindagi key rah main majboor ho gaye
Kyun Zindagi
key rah main majboor ho gaye
itne huwey qareeb ke hum
door ho gaye
Paaya tumeh to
hum ko laga tum ko kho dya
Hum dil pe roye aur yeh dil hum pe ro dya
Pelkon se khowab kyun gire kyun chur ho gaye
Aisa nahin keh
hum ko koi bhi khushi nahin
Lakin yeh zindagi to koi
zindagi nahin
khun is ke faislay humain munzoor ho gaye
Kyun Zindagi
key rah main majboor ho gaye
Itne hue qareeb keh hum
door ho gaye
Home | Sign My Guest book
| My Hobbies | E-Mail | Free Education | MP 3 | Some Great Nazms What is a Ghazal ? | Shayari | Pakistan some cool web sites | Mehfil-e-Ghazal | Karachi | Other Cities Designed by Muhammad Aamir Khan |