Tu naheen to zindagi mein aur kya reh jaye ga
Tu naheen to zindagi mein aur kya reh jaye ga
Dour tek tenhayioun ka silsila reh jaye ga
Derd key saari
tehain aur saare guzre haadsey
Sub dhuan ho jaiyan ge ik faasila reh jaye ga
youn bhi ho ga
woh mujhe dil se bhoola de ga mager
yeh bhi ho ga khud usee main ek khela reh jaye ga
daiyre
inkaar ke iqraar key sergoshyaan
yeh ager toote kabhi to faasila reh jaye ga
Home | Sign My Guest book
| My Hobbies | E-Mail | Free Education | MP 3 | Some Great Nazms What is a Ghazal ? | Shayari | Pakistan some cool web sites | Mehfil-e-Ghazal | Karachi | Other Cities Designed by Muhammad Aamir Khan |