Bhool sekta hai bhala koun yeh pyari aankhain
Bhool sakta hai bhala koun yeh
pyari aankhain
Rang mein doobi hui neend say bhari aankhain
Meri her saans ne her sooch ne
chaha hai tumhain
Jab se dekha hai tumhain, tab se saraha hai tumhain
Bas gai hain meri aankhon mein tumhari aankhain
Tumjo nazron ko uthao to sitare
jhuk jaain
Tumjo palkon ko jhukao to zamane ruk jaain
Kyun na banjain in aankhon ki pujari aankhain
Jaagti raaton ko sapnon ka khazana
mil jaye
Tumjo miljao jeene ka bahana mil jaye
apni qismat pe kerain naaz hamari aankhain
Home | Sign My Guest book
| My Hobbies | E-Mail | Free Education | MP 3 | Some Great Nazms What is a Ghazal ? | Shayari | Pakistan some cool web sites | Mehfil-e-Ghazal | Karachi | Other Cities Designed by Muhammad Aamir Khan |